Sunday, August 3, 2008
TERE DARR PAR SANAAM CHALE AAYE
Tu na aaya tu hum chale aaye
Binn tere koyi aas bhii nahi rahi
Itnna tarsi k pyaas bhii na rahi
Ladhkhadaye kadam aur chale aaye
Chale aaye chale aaye
Tere darr par sanaam chale aaye....
DIL ko dharka laga tha pal pal ka
Shor sunnle na koyii payal ka
Fhir bhii teri kasaam chale aaye
Chale aaye chale aaye
tu na aay a to hum chale aaye
Isse pehale hum par Hasstii raat
Bann kar naagin jo hum ko dasstii raat
Ler kar apnna bharam chale aaye
Chale aaye chale aaye
Tere darr par sanaam chale aaye
tu na aaya to hum chale aaye......
KHUSH RAHO HAR KHUSHI HAI THUMARE LIYE
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Kyon Udaasi ki Tasveer bankar khade
Ghum uthane ko Duniya mein hum toh pade
Muskurane ke din hain na Aahein bharo
Muskurane ke din hain na Aahein bharo
Mere hote na khud ko pareshan karo
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Bijli chamke tumhe Darr ki kya baat hai
Roshni ki yahi toh Shuruat hai
Tootni hai jo Bijli mera sar toh hai
Tootni hai jo Bijli mera sar toh hai
Jo Andhere hain beghar mera ghar toh hai
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Tum Baharon se Shikwa na karna kabhi
De do Kaante humein Phool le lo sabhi
Phool koi Kuchal jaye jabb Bhool mein
Phool koi Kuchal jaye jabb Bhool mein
Soch lena k Hum mil chuke Dhool mein
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Khush raho har Khushi hai tumhare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
Rehne do Aansooyon ko hamare liye
TUM DENA SAATH MERA
jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai ....na koi tha
zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz
Ho chaandni jab tak raat.... deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Ho chaandni jab tak raat..... deta hai har koi saath
Tum magar andheron mein na chhodna mera haath
Jab koi baat bigad jaaye
jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Wafadaari ki vo rasmein..... nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Wafadaari ki vo rasmein..... nibhayenge hum tum kasmein
Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein
Jab koi baat bigad jaaye
jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye
jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Dil ko mere hua yakeen.... hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Dil ko mere hua yakeen.... hum pehle bhi mile kahin
Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin
Jab koi baat bigad jaaye
jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Jab koi baat bigad jaaye
jab koi mushkil pad jaaye
Tum dena saath mera o humnawaaz
Na koi hai ....na koi tha
zindage mein tumhaare siva
Tum dena saath mera o humnawaaz
Tum dena saath mera o humnawaaz
AAPKE PYAR MEIN
DEKHKE AAP KO HUM NIKHARNE LAGE
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
TOOTKE BAAZUON MEIN BIKHARNE LAGE
AAPKE PYAAR MEIN HUM SAVARNE LAGE
AAP JO IS TARAH SE TADPAAYENGE
AISE AALAM MEIN PAAGAL HO JAAYENGE
AAP JO IS TARAH SE TADPAAYENGE
AISE AALAM MEIN PAAGAL HO JAAYENGE
VOH MIL GAYA JISKI HAMEIN KAB SE TALAASH THI
BECHAIN SI IN SAANSON MEIN JANMON KI PYAAS THI
JISM SE ROOH MEIN HUM UTARNE LAGE
JISM SE ROOH MEIN HUM UTARNE LAGE
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
TOOTKE BAAZUON MEIN BIKHARNE LAGE
AAPKE PYAAR MEIN HUM SAVARNE LAGE
ROOP KI AANCH SE TAN PIGHAL JAAYEGA
AAG LAG JAAYEGI, MANN MACHAL JAAYEGA
ROOP KI AANCH SE TAN PIGHAL JAAYEGA
AAG LAG JAAYEGI, MANN MACHAL JAAYEGA
YEH LAB ZARA TAKRAAYE JO
DILBAR KE HONT SE CHINGAARIYAAN UDNE LAGI
SHABNAM KI CHOT SE HUM SANAAM HAD SE AAGE GUZARNE LAGE
SHABNAM KI CHOT SE HUM SANAAM HAD SE AAGE GUZARNE LAGE
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
TOOTKE BAAZUON MEIN BIKHARNE LAGE
TOOTKE BAAZUON MEIN BIKHARNE LAGE
AAPKE PYAAR MEIN HUM SAVARNE LAGE
DEKHKE AAP KO HUM NIKHARNE LAGE
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
IS KADAR AAP SE HUMKO MOHABBAT HUI
TOOTKE BAAZUON MEIN BIKHARNE LAGE
TUM YAAD AATEY HO
BHEED MEIN TANHAAI MEIN
PYAS KI GEHRAAI MEIN
DARD MEIN RUSWAAI MEIN
MUJHE TUMMMM YAAD AATE HO
MUJHE TUMMMM YAAD AATE HO
GEET MEIN SHEHNAAI MEIN
KHWAAB MEIN PURWAAI MEIN
DHUP MEIN PARCHAAI MEIN
MUJHE TUMMMM YAAD AATE HO
MUJHE TUMMMM YAAD AATE HO
BHEED MEIN TANHAAI MEIN
PYAS KI GEHRAAI MEIN
DARD MEIN RUSWAAI MEIN
MUJHE TUMMM YAAD AATE HO
MUJHE TUMMMM YAAD AATE HO
TERI CHAAHATEIN ....MERI ZINDAGI
TERE PYAR KO ...MAIN BHULA NA SAKU
KARU KOSHISHEN BHALE RAAT DIN
TERE AKSA KO MAIN MITA NA SAKU
PYAS KI GEHRAAI MEIN
BHEED MEIN TANHAAI MEIN
DARD MEIN RUSWAAI MEIN
MUJHE TUM YAAD AATE HO
GEET MEIN SHEHNAAI MEIN
KHWAAB MEIN PURWAAI MEIN
DHUP MEIN PARCHAAI MEIN
MUJHE TUM YAAD AATE HO
KABHI KHWAAB MEIN SOCHA NA THA
JEENA PADEGA TUJHE CHHOD KE
SANAAM JO TERA ISHAARA MILE
CHALI AAUN SAARI KASAM TOD KE
ZULF KI NANAAI MEIN
BHEED MEIN TANHAAI MEIN
DARD MEIN RUSWAAI MEIN
MUJHE TUM YAAD AATE HO
BHEED MEIN TANHAAI MEIN
PYAS KI GEHRAAI MEIN
DARD MEIN RUSWAAI MEIN
MUJHE TUM YAAD AATE HO
GEET MEIN SHEHNAAI MEIN
KHWAAB MEIN PURWAAI MEIN
DHUP MEIN PARCHAAI MEIN
MUJHE TUM YAAD AATE HO
MUJHE TUM YAAD AATE HO
TERI NIGAAHOON MEIN
Rehne Ko Jii Chaahata Hain
Dil Mein Chhupaayi Huyee Baat Sajan Se
Kehne Ko Jii Chaahata Hain
Teri Nigahon Mein
Dil Yeh Humaara Ghar Hain Tumhaara Aao Jee Aake Bassh Jaao Jee
Nain Humare Dekhe Khwaab Tumhare Zara Khwabon Mein Aake Hans Jaao Jee
Jaan Se Pyaara Humein Ghar Ye Tumhara Yahaan Rehne Ko Jii Chaahata Hain
Teri Nigahon Mein
Dekhon Jee Dekhon Aur Kisi Ko Dil Mein Na Aapne Basaana Jee
Pyaar Bhada Ye Waada Hum To Na Bhule Piya Tum Bhi Isse Na Bhulana Jee
Preet Humaari Rahein Duniya Se Niyaari
Yehee Kehne Ko Jii Chaahata Hain
Dil Mein Chhupaayi Huyee Baat Sajan Se Kehne Ko Jii Chaahata
Hain
Teri Nigaahon Mein ....Teri Hee Baahon Mein
Rehne Ko Jii Chaahata Hain
Dil Mein Chhupaayi Huyee Baat Sajan Se
Kehne Ko Jii Chaahata Hain
INTEZAAR
rehta hai
Meri subahon ko....... teri shamon ka
Meri sahmon ko...... ter wadon ka
Meri raton ko .....teri khwabon ka
Meri needon ko..... teri baahon ka
Mere jazbon ko....... teri chahon ka
Behki behki kuchh khahawon ka
Kuchh khubshurat gunahon ka
Intezar Intezar Intezar
rehta hai .......
Apne dilwar ka..... apne humdam ka
Apne janam ka..... entezar rehta hai
Surkh phoolon se ...mehka rasta hai
Dil ko mere magar jard patta hai
Pas aankhon ke ....Sabz manzar hain
Dil ka mausam to..... phir bhi banzar hai
Mehke mehke kuchh hawawon ka
Bheenge bheenge kuchh ghatawon ka
Intezar Intezar Intezar
rehta hai......
Koi baduli kabhi es tarah bhi aayegi
Pyas sadiyon ki pal bher men bujha jayegi
Tujhko lita ke apni aagosh men
dekhna Tum waqt ki Nabz thum jayegi
Aisa hone ke kuchh duwawon ka
Umr bher jo mile un panahon ka
Intezar Intezar Intezar
rehta hai .......
Tere aane ka tujhko pane ka
Phir na jane ka
entezar rehta hai
Intezar Intezar Intezar
rehta hai .......