
Dasht mein pyas bujhaty huey mar jatey hain
Hum piranday khain jatey hoey mar jatey hain
Hum hain soukhey huey taalaab pe baithey huey HANS
Jo taaluq ko ehsso ko huey mar jatey hain
In k bhi qatal ka ilzaam hamary sir hain
Jo humain zeher pilaty huey mar jatey hain
Yeh muhabbat ki kahani nahi marti lakin
lekin hum ajsiey log bicharkar maar jatey hain
1 comment:
koiye dosti ke kaaran mrityun pata hai,
koiye dushmani ke kaaran mrityun pata hai,
koiye prem ke kaaran mrityun pata hai,
koiye nafrat ke kaaran mrityun pata hai,
mrityun to satya hai,
mrityun ka koiye na koiye to kaaran hota hai,
magar mrityun to uski mrityun hai jo neeswaharat bhawana se, nirbhay hokar, kisi ko bina nuksaan pahuchaye, kisi dusaroon ke liye mrityun pata hai...
Post a Comment