kaash Khwaabooo hi me aa jaao bahut tanahaa huu
yaa mere zahan se yaado ke diye gul kar do
mere ehasaas ki duniyaa ko mitaa do ham-dam
raat taarey nahii angaare liye aatii hai
in barasate huye sholo ko bujhaa do ham-dam
dil kii dhadakan ko sulaa jaao bahut tanahaa huu
andherii raat me jab chaand khilane lagataa hai
tumhaare pyaar ke deepak jalaake roti huu
tumhaare aane kii jab aas jaane lagatii hai
main in chiraago ko Khud hii bujhaa ke roti huu
zindagii aisii mitaa jao bahut tanahaa huu
sochate sochate jab soch bhii mar jaatii hai
waqt ke qadamo kii aahat ko sunaa karati huu
ashk thamate hain to aahon kaa dhuaan uthataa hai
raat bhar yuu hii tadapati huu jalaa karati huu
baar-e-Gam kuchh to ghata jaao bahut tanahaa huu
Friday, August 8, 2008
Kabhi Aansu Kabhi Khushbu
Kabhi Aansu Kabhi Khushbu .....Kabhi Nagma Ban Kar
Hamse Har Shaam Mili Hain.... Tera Chehra Ban Kar
Kabhi Aansu Kabhi Khushbu..... Kabhi Nagma Ban Kar
Meri Jaagi Hui Raaton Ko.....Ussi Ki Hain Taalash
So Raha Hain Meri Aankhon Mein....Jo Sapna Ban Kar
Ham Se Har Shaam Mili Hain.... Tera Chehra Ban Kar
Kabhi Aansu Kabhi Khushbu..... Kabhi Nagma Ban Kar
Raat Bhi Aai To Bujhti Nahin.....Chehre Ki Chamak
Ruhh Mein Phail Gaya Hain....Wo Ujaala Ban Kar
Ham Se Har Shaam Mili Hain.... Tera Chehra Ban Kar
Kabhi Aansu Kabhi Khushbu..... Kabhi Nagma Ban Kar
Dhup Mein Kho Gaya Wo.....Haath Chhuda Kar
Ghar Se Jo Saath Chala Tha....Mera Saaya Ban Kar

Chodh ker tayra jahaan
Chodh ker tayra jahaan,jaayaen bhi to hum jaaye kahaan
Sakht hai taerii zameen,door bahut hai wo aasmaan
Jab say paida huey ,itnii sii rahi hai bus justajoo
Koii to aisa milaega, jisey ke miley hum ko amaan
Yaad aatay hi nahin hum ko wo lamhay ay dost
Jis ghadi dil ay hua tha thoda bahut to shaadmaan
Aag hi aag hai ,narat kii yahaan ghar,
ghar main Jis taraf dakhiye, aatey hai nazar sirf dhooaan
Phool sab khaar huey,kal ay do thay,
ab chaar huey Dil main nafrat hai, haath main hai teer-o-kamaan
Ger hai himmat to uthoo, chalo aagae bardhoo
Mil hi jaayaega tumhain aaj yahaan jannat kay nishaan

Kiya hamari bhi koi aawaz jaati hi nahi
Zindagi se haar mani aur lahad me khogaye,
Khaaq ka takiya banaya aur sukun se so gaye,
Ek hichki aayi aur saman-e-duniya lut gaya,
Dekhte dekhte hi barson ke saath chhut gaye,
Kis qadar tum ko pukara kis qadar aawaz di,
Tum magar khamosh the meri hi bas aawaz thi,
Aisa lagta hai jaise saath rehte hi na the,I
s tarah rukhsat hue jaise ke jaante hi na the,
Koi sargoshi Koi aawaz aati hi nahi,
Kiya hamari bhi koi aawaz jaati hi nahi....!!!!!!!!!!!!

apni har ek tamanna se sikayat hai mujhe
kahi sholo ki tabahi to kahi khuni manjar
ayshey mahol mai jeena bhi hunar lagta hai
na guloki thi tamanna na bhar ki kami thi
meri zindagi may hamdam tere pyar ki kami thi
ab tou tuhi mere dil ki udasi ko samaj ley
hasta hua chera tou jamane ke liye hai
tu hai suraj tujhe malum kaha raat ka dukh
tu kisi roz mere ghar may uttar shaam ke baad
jab bhi manga wohi manga jo mukadar may na tha

NA KABHI MILE
NA KABHI MILE NA DEKHA NA JANA,
FIR BHI BAN GAYEY TUM MERI JAAN-E-JANA..!!
KHAYAALO ME TERI TASVEER BANA KAR,
TUMKO TUMHI SE WO MERA CHURAANA..!!
SUBAH UTHKAR BAS TUMHE YAAD KARNA,
TERA NAAM LEKAR WO KHUD KO SULANA..!!
TERI BAATON KO YAAD KARTE HUYE,
BINA BAAT KE HI MERA MUSKURANA..!!
JAB TAK NA BHEJO TUM KOI NAYA,
TAB TAK KHAT PADHNA TERA PURANA..!!
HAALAT HUYI HAI MERI JIS TARAH,
KYA TUM BHI HO WAISEY ... MUJHE TUM BATANA..!!
MUJHE AB KISI KI BHI PARWAAH NAHI,
JO KEHTA HAI KEHTA RAHE YA ZAMAANA..!!
HAAN TERA ISHQ MERE SIR PE CHADHA HAI,
TU PAAGAL KAHE YA BOLE DEEWANA..!!

judai se darta hai
Haan, judai se daarta hein dil
mout se toh mein daarti nehi
aur daarti toh sunle sanam
Pyaar tujhse mein karti nehi
haan, judai se daarta hein dil.
Ek arman isspaar hein
ek arman uspaar hein
humne khudh hi banayi thi jo rashte meh
woh deewar hein
ek khushi dilne keya mangli
haar khushi ko nazar lag gayi
Zindegi jab kareeb aye toh
zindegi ko nazar lag gayi
ab tamanna ho dil meh koi
mein tamanna hi karti nehi
aur daarti toh sunle sanam
Pyaar tujh se mein karti nehi.......
Haan, judai se daarta hein dil.
Maanse maan ka hein bandhan agar
tan mile na mile kuch nehi
maan ka chandan behekta rahe
maan hi sab kuch hein tan kuch nehi
asmaano meh sojaaye gadastano meh khojaayega
tan kisi roz banke dhuya inh haawao ka hojaayega
Pyaar rahta hein zinda sada
atma hein yeh maarti nehi
aur daarti toh sunle sanam
Pyaar tujh se mein karti nehihaan,
judai se daarta hein dil.......

Subscribe to:
Posts (Atom)