Tuesday, September 30, 2008

ishq na karna ishqna karna

teri bewafai ko bhula na sakengey
chahe bhi to kabhi muskurana sakenge
tujko to mil gaya yaar apna
apna kisi ko hum bana na sakengey
roti rahegi meri wafaye
aati rahegi dil se pukaar
ishq na karna ishqna karna

1 comment:

ROMIL ARORA said...

apni naazaron main gunehgaar mat banao,
kisi be-kasoor ko suli par mat jadao,
lena hai to jaan le lo khud,
magar us par bewafai ka ilzaam mat lagao..