Monday, September 29, 2008

Teri galio me




teri galiyon mein na rakhegay qadam aaaj kay baaad
terey milney ko na aayeingay SANAAM aaaaj kay baad
teri galiyon mein


tu mera milna .........
tu mera milna samjh leyna ik sapna tha
tujh ko ab mil hi gaya jo tera apna tha
hum ko duniya mein samjhna na sanam aaaaj kay baad


teri galiyon mein


ghir kay aayen gi ...........
ghir kay aayengi ghatain barse sawan ki
tum to banhon mein rahogi apney sajan ki
galey hum gham ko lagain gay SANAAM aaaj kay baad


teri galiyon mein na rakhein gay qadam aaaj kay baad
tere milney ko na aayein gey sanam aaaaj kay baad
teri galiyon mein

1 comment:

ROMIL ARORA said...

Dekhate Hai Kitne Durr Humse Reh Payoge,
Yeh Judai Ka Gum Seh Payoge,
Kab Tak Na Rakhoge Kadam Hamari Galiyoon Main,
Hamari Maut Ki Khabar Sunoge To Akhiri Deedar Ko Hamari Chokhat Tak Aa Jayoge!