Saturday, August 30, 2008

akelapan

tanhai mai akelapan saha jayega
par mahafil me akela na raha jayega
unka sath na ho phir bhi jiya jayega
par unke sat koi aur hoye kaise saha jayega....

1 comment:

ROMIL ARORA said...

Mere vaadon par aitbaar rakhana,
Apne se juda kabhi mat samajhana,
Jo na ho saka tumhara sanam,
Kisi aur ka na ho sakunga zindagi bhar yeh aitbaar rakhana...