Tuesday, August 12, 2008

SAWAALAAT

Unki ankhoun mein kutch aisey bhi sawalaat miley,
Jaisey dariya mein machaltey huwai jasbaat miley

3 comments:

ROMIL ARORA said...

jab hausala nahi tha unko duniya se hamare liye ladane ka,
nakhuda unhone hamara haath kyon thama....

GuNnJaNn said...

Tammnnaa khenchh laati hai teraa deedaar karney ko..... yeh dil majboor kartaa hai tumse pyar karney ko

ROMIL ARORA said...

Ek baar to bas hausala kar le,
Tu deedar-e-yaar kar le,
Yunhi kab tak durr se aazmata rahega mujhko sanam,
Kabhi to pass aakar mujhpar thoda sa aitbaar kar le...