KEISE MUKHDE SE NAZRE HATAOUN
KEISE MUKHDE SE NAZRE HATAOUN
KE TUJH MEIN HAIN RAB DIKHTA
RAB DIKHTA DIKHTA DIKHTA
TUJHE DEKHNA MERI POOJA HAIN
TU HI TU HAIN AUR NA DUJA HAIN
NAHIN TERE NAZARON SE JII BHARTA
RAHE SAMNE TU YEHI JII KARTA
JII KARTA HAIN MERA
JII KARTA HAIN MERA JII KARTA HAIN
TUJHE DEKHE JAAOUN
KE TUJH MEIN HAIN RAB DIKHTA
RAB DIKHTA DIKHTA DIKHTA
TUJH MEIN HI SAMAYA DO JAAHAAN HAIN
PAAKE AUR CHAHE SAB GUMAN HAIN
NA TUJH SE KUCH PEHLE YEAHA THA
NA KUCH TERE BAAD YEAHA HAIN
JAHAN DEKHOUN MAIN,
JAHAN DEKHOUN MAIN TUJH KO HI PAAOUN
KE TUJH MEIN HAIN RAB DIKHTA
RAB DIKHTA DIKHTA DIKHTA
HUMNE JAASHAN DEKHA ZINDEGI KA
ALAM KUCH NA PUCHON WOH KHUSHI KA
MOUT KA JAALWAA AB DEKHENGE
LAMHA WOH AAYA HAIN BEKHUDI KA
KAROUN SAJDA TOU,
KAROUN SAJDA TOU SAR NA UTHAOUN
KE TUJH MEIN HAIN RAB DIKHTA
RAB DIKHTA DIKHTA DIKHTA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
1 comment:
yeh sach nahi hai gunn...bilkul bhi sach nahi hai gunn...
hum bilkul aache nahi hai...agar aache hote to parivar ke log, apne sab hamare saath hote...hum unse alag nahi hote...
magar is duniya main sirf paisa hi sabse badhkar hai...sirf paisa...
Post a Comment