Monday, August 11, 2008

Zindagi Kam Hai

I am not a poet…..but here are some of my favorite re-arrangements of fabulous lines..........


Kam Hai Ye Zindagi Khud Ke Liye,
Dusron Ke Bare Mein Sochtey Q ho
Teri Khud Ki Zindagi Itni Mushkil Hai,
Auron Ke Bare Mein Sochtey Q Ho
Tere To Apne Tere Saath Hai,
Kishi Ko Apni Zindagi Mein Bulata Q Ho
Khud Ke Liye Kuchh Tho Bachakar Rakh,
Yun Apni Kimti Ansoo Bahata Q Ho. ...!!

2 comments:

Romil Arora said...

Shayar Woh Nahi Jo Kaagaz Par Shayari ya Kavita Likhate Hai,

Shayar Woh Hota Hai Jo,
Apne Haal-e-Dil aur Dusare Ke Haal-E-Dil Ko Kaagaz Par Baayan Karta Hai!

ROMIL ARORA said...

Zindagi Kam Sahi,
Iska Mujhe Ilam Nahi,
Tu Jo Mere Saath Hai...

Muskile Lakh Sahi,
Iska Mujhe Koiye Gum Nahi,
Tu Jo Mere Saath Hai...

Apne To Bahut Hai,
Tere Baat Jag Se Nirali Hai,
Tu Jo Mere Saath Hai...

Kya Karna Yeh Aansoo, Yeh Khushi,
Sab Mil Baath Kar Jee Lenge,
Tu Jo Mere Saath Hai...