Friday, August 8, 2008

judai se darta hai

Haan, judai se daarta hein dil
mout se toh mein daarti nehi
aur daarti toh sunle sanam
Pyaar tujhse mein karti nehi
haan, judai se daarta hein dil.

Ek arman isspaar hein
ek arman uspaar hein
humne khudh hi banayi thi jo rashte meh
woh deewar hein
ek khushi dilne keya mangli
haar khushi ko nazar lag gayi
Zindegi jab kareeb aye toh
zindegi ko nazar lag gayi
ab tamanna ho dil meh koi
mein tamanna hi karti nehi
aur daarti toh sunle sanam
Pyaar tujh se mein karti nehi.......
Haan, judai se daarta hein dil.


Maanse maan ka hein bandhan agar
tan mile na mile kuch nehi
maan ka chandan behekta rahe
maan hi sab kuch hein tan kuch nehi
asmaano meh sojaaye gadastano meh khojaayega
tan kisi roz banke dhuya inh haawao ka hojaayega
Pyaar rahta hein zinda sada
atma hein yeh maarti nehi
aur daarti toh sunle sanam
Pyaar tujh se mein karti nehihaan,
judai se daarta hein dil.......

No comments: