Monday, August 11, 2008

E-Rabb

i m not a poet.........but here is some of my favourite re-arrengments of faboulous lines ...........

Insaan Jab Is Jahan Mein Aaya Uske Paas Gham Tha
Aur Jab Is Jahan Se Gaya To Uske Paas Gham Tha,
Khushi Usne Jis Lamhe Ko Samajha,
E-RABB
Dar-Asal Tab Uske Gham Ka Ehsas Kam Tha ...

1 comment:

ROMIL ARORA said...

Gum Ne Rabb Se Pucha...

- Kyon Rabb Yeh Sab Mujhse Darte Hain?

- Kyon Rabb Yeh Mujhe Aacha Nahi Samajhate Hain?

Rabb Bola...

- Tere Ahamiyat Koiye Samaj Nahi Paata Hai,

- Tu Na Hota To Khushi Ki Koiye Pehchan Nahi Hoti,

- Tu Jab Aata Hai Kisi Ke Zindagi Main Tabhi To VISHWAS, HIMMAT aur PYAR aata hai..

- Tabhi To Insaan Ki Asli Pehchan Hoti Hai.