Sunday, August 3, 2008

TEREY LIYE....TEREY LIYE

Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye

Zindagi, le ke aayi hai, beete dinon ki kitaab

Ghere hain, ab hamein, yaadein be-hisaab
Bin poochhe, mile mujhe, kitne saare jawaab
Chaaha tha kya, paaya hai kya, hamne dekhiye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye

Kya kahoon, duniya ne kiya, mujh se kaisa bair

Hukam tha, main jiyun, lekin tere baghair
Naadaan hai woh, kehte hain jo, mere liye tum ho ghair
Kitne sitam, hampe sanam, logon ne kiye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye
Tere liye, ham hain jiye, honton ko siye
Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
Dil mein magar, jalte rahe,
chaahat ke diyeTere liye,
tere liyeTere liye

1 comment:

ROMIL ARORA said...

ek dum dil se song hai....

sach main humko bhi bahut pasand hai...

manna padega aapke collection ho...sab ke sab unique hai aur dil se hai...

sach hai

"Tere liye, ham hain jiye, har aansoo piye
Dil mein magar, jalte rahe, chaahat ke diye
Tere liye, tere liye"